April 21, 2025

27 thoughts on “Milk, Meat & The Planet: What’s The Real Cost?

  1. Doodh, Dahi, paneer ,Desi ghee ,ice cream ki koi jarurat nahin HAR MAA KA DOODH APNE BACCHE KE LIYE HOTA HAI ,HAMARE LIYE NAHIN ,APNI MAA KA DOODH PIYO KISI KI MAA KE DOODH PAR HAMARA ADHIKAR NAHIN

  2. Ye aap logon ko jagruk karke bahut achha kaam kar rahe hain, mujhe bhi isi tarah ki video deadly dairy dekh kar hi pata laga ki humlog anjane ji kitna galat kaam kar rahe hain, pahley ki baat alag thi tab her ghar me janwaro ko pala jata tha aur pahla haak bache ka hota tha aur insanon k pass khane pine k itne sadhan bhi nahi hote the, janvaron ko pariwar k sadasyon ki tarah rakha jata tha,unke kuda khane ya kasai khane nahi bheja jata tha aaj agar gay budhi ho jaye ya nar bachada ho woh to sadak ya kasai khane hi jata hai, bhanson to 💯%katati hi hai, jisme daya bhav nahi hai woh ise nahi smjh sakta 🙏🙏🙏🙏

  3. Someone who raised ………real problem😊😊😊 not only milk but also for meat …
    Yhe same reason … fodder and grain😢 lead to deforestation Water consumption for meat and fodder production and ultimately carbon emition and then Global warming 😢😢😢😢

  4. 😢 misunderstanding kuchh bhi krwa skti hai, ham to apne khet me fodder ugate hai h khud hi kat te hai koi pred q katenge bhala dairy walo ki bat nahi kr rha hu hdd ho gayi h yarr kya 350 kg kya 30kg ? Jankari shi hona bhut jaruri hai

  5. Dadaji i don't understand the actual problem…chara ke bina Gai jinda hi nehi rahega…even we human being also directly dependent on plants for food (like rice, wheat,bajra etc)

  6. Bhai ye galat bol rahe hain manta hu ki gai pe julm hoti hai pr sabhi nahi sirf wo hi jurm करते हैं जिन्हें मनी दिखता है हमारे यह किसान न उसे घर की सदस्य नहीं पर ठीक से रखते हैं

  7. Doodh ke liye trees katna parta hai?? Lol 😂 Plants bolte hai Usse uncle trees nahi unko badhate hi animals ko khilane ke liye hai………itna hi krurta bol raha hai fruits Khana band kar vo fruits tere khane ke liye nahi seeds ke liye hota hai vo bhi krurta hai😒😒

  8. To bhai is hisaab se indian vegetarian meal for single time ke liye 1000-1100litre pani use hota h to kya hum khana chod de …… Ese dekhoge tb to 1egg ke liye 200litre pani use hota h ….

  9. 1 liter k lia 1200 liters pani kuch v trees ko ktna parta ha 😂😂 hamara yaha naturally jo ghas uugta ha wohi kat ke dta ha October sa March tak nahi hota ha to ham log khud plant karta ha jisko sal ma bas ek bar kata jata ha aur baacha ko ham log khula chod deta ha jitna pina ha pileta ha jo bajta ham us se leleta ha hamara v fayda unka v

Leave a Reply to @rawatpradeep3033 Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *